In lamho ki Qhafas mein
Bandhi hoon mein,
In unche dewaarou mein
Na koi jhaank sakta hai 
Na koi thod sakta hai,
Waqt ke sath taafah jodh te rahi
Aur bani thi ek mehfil ,
Jisme hai akalepan ki goonj 
Aur mehfil ki khurbaniyou ke nazraane,
Khushiyan badthi Gayi,
mehfil sajhte gayi...

Aur main in lamho khi qayed me bandhti chali gayi

Comments

Popular posts from this blog